Sawaar Loon Lyrics – Lootera

Sawaar Loon Lyrics song has been sung by Monali Thakur from movie Lootera, featuring Ranveer Singh and Sonakshi Sinha. Music has been composed by Amit Trivedi. This beautiful hindi song Sawaar Loon Lyrics has penned down by lyricist Amitabh Bhattacharya. This song is published under the label of T Series



Table of Contents

Sawaar Loon Lyrics

Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
Gulon ki shookhiyaan jo bhanvre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun na main bhi dil ka haal zara
Sawaar loon.. sawaar loon..
Sawaar loon.. haye sawaar loon..

Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye (Thak thak..)
Gulon ki shookhiyaan jo bhanvre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
Isi bahaane kyun na main bhi dil ka haal zara
Sawaar loon.. haye sawaar loon..
Sawaar loon.. haye sawaar loon..

Baramde purane hain nayi si dhoop hai
Jo palke khatkhata raha hai kiska roop hai
Sharartein kare jo aise bhoolke hijab
Kaise usko naam se main pukar loon
Sawaar loon.. sawaar loon..
Sawaar loon.. haye sawaar loon..

Yeh saari koyalein bani hai aaj daakiyaan
Kuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyaan

Yeh saari koyalein bani hai aaj daakiyaan
Kuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyaan
Inhe kaho ki naa chhupaaye kisne hai likha bataaye
Uski aaj main nazar utaar loon
Sawaar loon.. haye sawaar loon..
Sawaar loon.. sawaar loon
..

Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye (Thak thak..)
Gulon ki shookhiyaan jo bhanvre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun na main bhi dil ka haal zara


Sawaar Loon Song Credit

Song Sawaar Loon
SingerMonali Thakur
MusicAmit Trivedi
LyricsAmitabh Bhattacharya
Music LabelT Series

For more Bollywood Songs, Click Here…

Leave a comment