Hawayein Lyrics – Arijit Singh | Shah Rukh Khan, Anushka Sharma

Hawayein Song from Bollywood movie ‘Jab Harry Met Sejal’, featuring Shahrukh Khan and Anushka Sharma. The song has been sung by Arijit Singh. Directed by Imtiaz Ali, the music has been composed by Pritam. hawayein lyrics were penned by Irshad Kamil.



Table of Contents

Arijit Singh Hawayein Lyrics -Shah Rukh Khan, Anushka Sharma

Tujhko main rakh loon wahan
Jahan pe kahin hai mera yakeen

Main jo tera na hua
Kisika nahi, kisika nahi

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein
Begani hai yeh baagi
Hawayein hawayein
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein

Le jaye jane kahan
Na mujhko khabar
Na tujhko pata

O o o… Hawaye..

Banati hai jo tu
Woh yaadein jane
Sang mere kab tak chale
Inhi mein toh meri
Subah bhi dhale
Shaame dhale mausam dhale

Khayalon ka shaher
Tu jaane tere
Hone se hi abaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hai aate jaate
Jo tera naam le

Deti hai jo sadayein
Hawaye hawaye
Na jane kya bataye
Hawaye hawaye
Le jaye tujhe kahan
Hawaye hawaye
Le jaye mujhe kahan
Hawaye hawaye

Le jaye jane kahan
Na mujhko khabar
Na tujhko pata

O o o.. Hawaye..

Chehra kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Yeh kya raaz hai

Kal bhi meri na thi tu
Na hogi tu kal meri aaj hai

Teri hai meri saari
Wafayein, wafayein
Maangi hai tere liye
Duaein, duaein

Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein..


Hawayein Lyrics Song Credit

Song Hawayein Lyrics
Singer Arijit Singh
MusicPritam
LyricsIRSHAD KAMIL
Music LabelSonyMusic

For more Bollywood Songs, Click Here…

Leave a comment