This is a evergreen bollywood song. Chaha hai tumne jis bawari ko lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. This song is from the movie Raampur ka Lakshman featuring Randhir Kapoor, Rekha, Shatrughan Sinha & Sulochana Latkar in lead roles, released on July 26, 1972. The song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar and music is given by R. D. Burman, music is available exclusively on Gaane Sune Ansune.

Chaha Hai Tumne Jis Bawari ko Lyrics – Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Un, kya kaha?
Ghum hai kisi ke pyar mein
Dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paun
Main uska naam
haaye Ram, haaye Ram
Kuch Likhaa?
Haan
Kya Likhaa?
Ho, gum hai kisi ke pyar mein
Dil subah shaam
Par tumhe likh nahi paun
Main uska naam
Haaye Ram, haaye Ram
Acchaa aage kya likhu?
Aage?
Socha hai ek din main usse milke
Keh daalon apne sab haal dil ke
Aur kar doon jeevan uske hawale
Phir chhod de chaahe apna bana le
Main to uska re hua deewana
Ab to jaisa bhi mera ho anjaam
Ho, gum hai kisi ke pyar mein
dil subah shaam
Par tumhe likh nahi paun
Main uska naam
Haaye Ram, haaye Ram
Likh liyaa?
Haan
Jara padhke to sunao na?
Chaha hai tumne jis baawri ko
Wo bhi sajanwa chaahe tumhi ko
Naina uthaae to pyaar samjho
Palken jhuka de to ikraar samjho
Rakhti hai kabse chupa chupa ke
Kya?
Apne hoton mein piya tera naam
Ho, ghum hai kisi ke pyar mein
Dil subah shaam
Par tumhe likh nahi paun
Main uska naam
Ho, ghum hai kisi ke pyar mein
Dil subah shaam
Par tumhe likh nahi paun
Main uska naam
Haaye Ram, Haaye Ram
Song Credits
Song | Chaha Hai Tumne Jis Bawari ko |
Singer | kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
Music | R. D. Burman |
Lyrics | Majrooh Sultanpuri |